People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Naacho Naacho
Music: MM Kreem
Lyricist: Riya Mukherjee
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/naacho-naacho-from-rrr/XS8SUEIEVH4
Video:
Bheli jaise ghool udaake
Seenh uthaake tum bhi naacho
Baaje jamke daal dhol
Beta raju udke naacho

Dheero se thej koyi
Kar sakhe jo bhedh naacho
Asthabhal mein ghode jaise
Bhaag dor chod naacho
Mitti jotha rot mota
Mircha khaake aise naacho

Haan aaja chhore
Haan aaja gore
Haan aaja chhore
Naacho(x6) veere naacho
Naacho(x6) yaara naacho
Naacho(x3) kachchi kairi jaisa
Khatta naacho
Naacho(x3) bichhu kaata laage
Aisa naacho

Gunje dhol aise dekho
Dhan dhanake rogi naache
Shor sunlo hai dhamaka
Jaise sher hathi naache

Dekho dil ka yeh mela
Yaara apane saath naacho
Ediyon ke joron pe
Dhum dhadaka desi naacho
Vo paseena maathe ka
Chamke dhamke aise naacho

Haan aaja chhore
Haan aaja gore
Haan aaja chhore
Naacho(x6) veere naacho
Naacho(x6) yaara naacho

Naacho(x3) aa dubara raag
Cheda naacho
Naacho(x3) usne chakha laage
Thikha naacho

Jhume gaanv hai rela
Uncha paunv yun patka
Hai ye desi ek mela
Kaisa raha yakaayaki
Naacho naacho naacho
Voho naacho

Are dhum dhum thirke ja
Paon mein jaan jaga
Dhumak dhumak naache ja
Duniya hila de saari (naacho(x3))

Haa vahi
Di nakara ka nakara
Di nakara nakara nakara
Nakara nakara nakara nakara
Sholay
Music: M.M. Kreem
Lyricist: Riya Mukherjee
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/sholay-from-rrr/QC4RQTZkbUI
Video:
Jispe Yun Mar Mite Lehra Woh Jhanda
Har Gali Ghar Mein Hai Lohe Ka Banda
Jispe Yun Mar Mite Lehra Woh Jhanda
Har Gali Ghar Mein Hai Lohe Ka Banda

Jhanda Loha Lathi Tooti
Cheeta Yoddha Dhuaan Sholay
Ujle Sholay O Jalte Sholay
Jigra Sholay Dil Pe Hai Sholay

Haan Jale Jale Sholay Bechain Sholay
Dharti Hila De Yeh Har Seema Tode He
Jispe Yun Mar Mite Lahra Woh Jhanda
Har Gali Ghar Mein Hai Lohe Ka Banda

Aaja Aaja Humdam Ek Hum Bane
Dil Mein Khushi Goonji Hai Dhadkane
Jhuke Nahi Kabhi Bhi Yeh Paltane
Arey Subah Hoyi Todi Sabhi Bandishein

Apne Toh Mann Mein Ab Bhadke Hai Shola
Dum Hai Kisi Ko Aa Kar Mukaabla
Loha Jwala Gola Bhala
Jaata Beta Bolo Sholay

Karmth Sholay Kolkata Sholay
Ujwal Sholay Gujarati Sholay
Kranti Hai Sholay Chittoor Sholay
Teer Sa Tez Jo Teernal Veli Sholay He

Jispe Yun Mar Mite Lehra Woh Jhanda
Har Gali Ghar Mein Hai Lohe Ka Banda

Chhoote Nahi Milkar Yeh Hath Re
Sar Pe Kafan Bandha Hai Jaat Ne
Jab Bhi Bigul Baajega Jeet Ka
Mann Naach Uthega Aur Dil Jhoomega

Chhoota Re Andhera Khudpe Rakh Tu Bharosa
Saath Humesha Mile Dil Ko Dilasa
Aaja Raja Baaja Cheeta
Jaata Jwala Unche Sholay

Prabal Ye Sholay Punjabi Sholay
Thake Na Ye Sholay Andhoori Sholay
Pawan Sholay Allah Si Sholay
Vijayvaar Hai Veer Maratha Sholay Hey

Jispe Yun Mar Mite Lehra Woh Jhanda
Har Gali Ghar Mein Hai Lohe Ka Banda
Jispe Yun Mar Mite Lehra Woh Jhanda
Har Gali Ghar Mein Hai Lohe Ka Banda.
Sooraj Hi Chhaon Banke
Singer: Menuka Poudel
Music: Ravi Basrur
Lyricist: Riya Mukherjee
Album: Salaar(2023)
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=gx_-1xsC6dw
Video:
Sooraj Hi Chhaon Banke
Aaya Hai Aaj Tanke
Uska Saaya Dhaal Banke
Saath Na Chhode
Aisi Taakat Jiske Aage
Maut Damm Tode

Lyricsbogie.Com
Har Ik Lamha Hifaazat
Zameen Se Hai Falak Tak
Uski Aankein Baaz Jaise
Har Taraf Dekhi
Hai Akela Fauj Jaisa
Waar Na Chooke
Jhanjhaa Jangal Mein
Kasauta Dangal Mein
Ek Toofaan Ek Garjan
Mile To Dharati Hile

Ek Jwala Ek Andhi
Phaile To Jale Phatak Kile
Dost Aisa Zindagi Mein
Har Kisi Ko Mile
Jaise Saans Tann Ko Mile

Wo Rusul Jaise
Kabhi Rann Tumul Jaise

Ek Dhaar Aur Ek Khanjar
Ghaat Aisi Kare
Ek Barbar Ek Tatpar
Bhay Bhi Dahshat Se Dare
Dost Aisa Zindagi Mein
Har Kisi Ko Mile
Jaise Saans Tann Ko Mile

Sooraj Hi Chhaon Banke
Aaya Hai Aaj Tanke
Uska Saaya Dhaal Banke
Saath Na Chhode
Aisi Taakat Jiske Aage
Maut Damm Tode
Qisson Mein
Music: Ravi Basrur
Lyricist: Riya Mukherjee
Album: Salaar(2023)
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=qcifQOJpOrg
Video:
Singers :
Child Singers Group 1 :
Theertha Subhash
Vedha Laxmi
Rithuveena Rajeesh
Harichandana Aneesh
Devna CK
Nakshatra Manoj
Anushka Sarish

Child Singers Group 2 :
Kushi Basrur
Prarthana Basrur
Bhoomika Basrur
Keerthana Basrur
Poorvi Basrur
Mayan Kota
Niharika Kundapura
Ishani Kota
Rashmitha R Koteshwara
Rishika R.P Koteshwara
Aradhya Prashanth
Niranjan Hattikudru
Prarthana Kamath Kumbashi
Vanshika V.Prabhu Tekkatte
Nandhitha Padiyar Kumabashi
Aarush Acharya

Child Singers Group 3 :
Pranamya Bidkalkatte
Shivani Bidkalkatte
Abhirama K.V
Shripala Bhat
Niharika Chadrakantha Devadiga
Sharvari Pai
Parjanya K Rao
Sannidhi Acharya Adamaru
Dhvani Kodi
Yash Nakshtri Udupi
Tushar Shankar Udupi

Qisson Mein Hamne Suni Hai Daanav Hota
Hinsa Ke Beejon Ko Rakshas Bota
Uske Vinaash Hetu Phir Hai Naayak Aata
Lekin Wo Bhi Waisa Khud Ho Jaata

Uss Neech Ka Anth Karke
Wo Waise Hi Tann Jaaye
Krodh Agni Mein Khud
Jalkar Daanav Hi Baan Jaye

Jo Zor Se Dharam Karte Hain Wo
Shor Ke Bina Darte Hain
Par Shaan Aman Hai Balshaali
Ekta Ki Lau Se Mi Andhiyaari

Tera Krosh Tera Dosh Hai
Jang Jeet Kabhi Muskuraake
Tu Dushman Bhi Saathi Bane
Tu Aise Kar Achhaiyan
Tera Naam Chadhhe Oonchaaiyan
Ku Karmon Ki Parchhaiyan
Na Mita Sake Sachchaiyaan

Karke Jhagde Praashodh Mein Jo Jalaa
Uske Dukh Ka Koi Ant Na Ho Bhalaa
Nit Mann Dharya Sthapana
Karuna Mann Mein Jagaana
Aatma Shaanthi Sajaana Na Darna

Sukh Aur Dukh Ka Yeh Sila
Waqt Ka Lekha Na Tala
Anth Bhala Toh Ho Bhalaa Yaad Rakhna

Tera Krosh Tera Dosh Hai
Jang Jeet Kabhi Muskuraake
Tu Dushman Bhi Saathi Bane

Tu Aise Kar Achhaiyan
Tera Naam Chadhhe Oonchaaiyan
Ku Karmon Ki Parchhaiyan
Na Mita Sake Sachchaiyaan
Yaara Yaara
Singer: Sri Krishna
Music: Ravi Basrur
Lyricist: Riya Mukherjee
Album: Salaar(2023)
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=ijUbimpyxT8
Video:
Yaara Yaara
Andheron Ke Beech Roshni
Yaara Haan Khudgarzi Ke Beech Hai Qurbani
Yaara Nafrat Se Hai Seenchi Ye Zameen
Yaara Dushman Ke Hi Beech Ye Yaari

Matlabi Si Iss Duniya Mein
Dekhi Hai Begaraz Dosti
Jaan De De Wo Jo De Di Ho Zubaan Yaara
Aisi Dosti Jo Ho Wafa Ka Farmaan Yaara

Raaton Ke Saaye Mein Hi Din Mile
Zahreele Pyaale Mein Jeevan Mile
Saath Aaye To Milkar Kar De Hairaan Yaara
Haath Mil Jaaye Tham Jaaye Ye Jahan Yaara
Phoolon Mein Hai Mila
Singer: Javed Ali
Music: Hari Gowra
Lyricist: Riya Mukherjee
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=7tgaArALscg
Video:
Phoolon Mein Hai Mila Phoolon Mein Hai Mila
Gulon Ka Ye Sila Mera Bhi Dil Khila
Phoolon Mein Hai Mila

Phoolon Mein Hai Mila Phoolon Mein Hai Mila
Main Khoya Hoon Yahaan Use Bhi To Bata
Phoolon Mein Hai Mila

Tu Chaahe Bhoole Na Kuchh Bole
Teri Ye Mithaas Seene Mein Ghole
Ham In Raahon Mein Yaadon Se Ja Mile

Teri Ye Aankhen Jab Yun Chamake
Meri Ye Saansen Chale Tham Tham Ke
Teri Hatheliyaan Ki Vo Lakeeren
Kya Milati Hai Jake Mere Haathon Se

Titalee Ke Khulate Pankho Si
Muskaan Teri Khile Rangon Mein
Main Pareshaan Hai Koi Tu Paheli
Khushaboo Ki Saheli Hosh Kho Jae
Tu Hai To Lage Pyaari Mujhe Duniya Saari

Tu Chaahe Bhoole Na Kuchh Bole
Teri Ye Mithaas Seene Mein Ghole
Hum In Raahon Mein Yaadon Se Ja Mile
Tera Mereez Hua Main Aise
Man Ka Ye Taap Utare Kaise
Tu Hi Bimari Meri Dava Bhi Tu
Rogi Main Tera Aur Mera Ilaaj Tu

Chalati Hai Tu Jab In Galiyon Mein
Main Jhoomata Hoon Phool Kaliyon Mein
Man Bahaka Ab To Ise Sambhaale
Apane Rangon Mein Dhaale Na Dekh Aise
Meri Paradesi Pyaari Na Bhool Bachapan Ki Yaari

Phoolon Mein Hai Mila Phoolon Mein Hai Mila
Main Khoya Hoon Yahaan Use Bhi To Bata
Phoolon Mein Hai Mila

Tu Chaahe Bhoole Na Kuchh Bole
Teri Ye Mithaas Seene Mein Ghole
Hum In Raahon Mein Yaadon Se Ja Mile